Tera bina adhuray
Tum mera aaj ho, tum mera kal,
tujay yaad karthay hai har aik pal,
tujay yaad karthay hai har aik pal,
jee nahe paiyain gay teray bina hum,
teray bina reh jai gay adhuray hum....
teray bina reh jai gay adhuray hum....
Khuda tujhe urooj aisa naseeb kare
Khuda tujhe urooj aisa naseeb kare,
kay rashk tere naseeb per falak kare,
har more per frishtay hon sath tere,
har ghum per hifazat tairi khuda kare...
kay rashk tere naseeb per falak kare,
har more per frishtay hon sath tere,
har ghum per hifazat tairi khuda kare...
best wishes forever & good luck.
Koi khuwahish nahi is deewanay ki
Hasrat hai sirf unhe pane ki,
aur koi khwahish nahi is deewane ki,
aur koi khwahish nahi is deewane ki,
shikwa mujhe unse nahi khuda se hai,
kya zarurat thi unhe itna haseen banane ki.
kya zarurat thi unhe itna haseen banane ki.
Dil karta hai k lipat jaon
* DiL karta hai k Lipat jaon ROOH ban kar Tere Jisam se.....
* K jab Tum se Juda hon to Teri JAAN hi Nikal jaye.......
* K jab Tum se Juda hon to Teri JAAN hi Nikal jaye.......
MOHABBAT!
jis ke bagher app ki zindagi adhori hay.
jis ke bagher her rishta be mayeni hay.
MOHABBAT
jis ke bagher kainat ka her rung be rung hay.
jis ke bagher her ehsaas khali burtan ki terha.
MOHABBAT.
jis ke bagher insaan bemool.
MOHABBAT.
jo anmool bana deti hay her rishte her ehsaas ko.
her shey her rung ko.
jis ke bagher app ki zindagi adhori hay.
jis ke bagher her rishta be mayeni hay.
MOHABBAT
jis ke bagher kainat ka her rung be rung hay.
jis ke bagher her ehsaas khali burtan ki terha.
MOHABBAT.
jis ke bagher insaan bemool.
MOHABBAT.
jo anmool bana deti hay her rishte her ehsaas ko.
her shey her rung ko.
Wo shakhs mujh say
Mein Lot
Jaun Ga
Wapis Apni
Dunya
Men
Faraz
Jaun Ga
Wapis Apni
Dunya
Men
Faraz
Wo Shakhs Mujh Say
Bicharnay Ka Faisla To Kary.
Bicharnay Ka Faisla To Kary.
Ham na jayen to kya tamasha ho
Wo Bulayen To Kya Tamasha Ho
Ham Na Jayen To Kya Tamasha Ho
Ham Na Jayen To Kya Tamasha Ho
Ye Kinaron Se Khelne Wale
Dub Jayen To Kya Tamasha Ho
Dub Jayen To Kya Tamasha Ho
Bandaparwar Jo Ham Pe Guzri Hai
Ham Batayen To Kya Tamasha Ho
Ham Batayen To Kya Tamasha Ho
Aj Ham Bhi Teri Wafaon Par
Muskurayen To Kya Tamasha Ho
Muskurayen To Kya Tamasha Ho
Teri Surat Jo Ittefaq Se Ham
Bhul Jayen To Kya Tamasha Ho
Bhul Jayen To Kya Tamasha Ho
Waqt Ki Chand Satein ‘Sagar’
Laut Ayen To Kya Tamasha Ho.
Laut Ayen To Kya Tamasha Ho.
Yaqeenan hum bhi khelte “Pyar” ki bazzi
'Mujhe in pathron ka darr na hota
Agar sheeshe ka mera ghar na hota
Yaqeenan hum Bhi khelte ""Pyar"" ki Baazi
Agar dil tootne ka darr na hota.
Agar sheeshe ka mera ghar na hota
Yaqeenan hum Bhi khelte ""Pyar"" ki Baazi
Agar dil tootne ka darr na hota.